Pinned post
Asslam o alaikum behan bahyo mein apsay tahe dilsay mafi🙏🙏 chahti hun cancer ki waja say mere nails men infection rehta hai or mein apko sirf like or rt day dayti hun nails men pain rehti hai likhna mushkil hota hai is liyay aap tamam behan bahyun ki duyayun ki bahat bahat zarorat hai jazakallah Allah paak ap subko jazar her ata kray aameen sum aameen..
#خاتم_الرسلﷺ
#قافلہ_ادب
#خاتم_النبیین_محمدﷺ
#خاتم_الرسلﷺ
#قافلہ_ادب
#خاتم_النبیین_محمدﷺ