Pinned post
1986 mein maine apni film Adhura Mlan ke sab gane likhe they Us waqt Arun Govil Ji @arungovil12 ko Hero liya tha Dosti ki Chhaon mein wala gana bhi un par shoot hua tha..Film City mein . Arun Govil Ji phir Ram ban gaye aur ab aik MP bhi ban gaye 😊🌹🤩 youtube.com/playlist?list=…