Sunoh sunoh ek kahani, iss jungle ki ek thi rani
Phool tey uske taare jaise, lapet ke aasman ko chamaktey saare :)
Aaj subah, jaane kya hua, bahut behrehmi se usko maar diya gaya :(
na bachey taare, bas akele rah gayi
bas insaano ki bewakoofi par sadme main reh gayi!
#Ishakaped